This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Surah Al Baqarah 286
286. Allah kisi mutanaffis par uski maqdarat (taaqat) se badhkar zimmedaari ka boojh nahin daalta, har shaks ne jo neki kamayi hai uska phal usi ke liye hai aur jo badhi sameti hai uska wabaal usi par hai, (Iman laane walon! Tum yun dua kiya karo) aey hamare Rubb! Humse bhool chuk mein jo kasoor ho jayein unpar giraft na kar, Maalik! Humpar woh boojh na daal jo tu ne humse pehle logon par daale thay. Parwardigaar ! Jis baar ko uthane ki taaqat hum mein nahin hai woh humpar na rakh, hamare saath narmi kar, humse darguzar farma, humpar reham kar, tu hamara maula hai, kafiron ke muqable mein hamari madad kar.
๐๐๐๐๐๐๐๐
Ibn al-Qayyim said:
โWhen the veil has been lifted on the day of judgement revealing the value of good deeds for the people they'll not see any action better in reward than the remembrance of Allฤh (Dhikr).At that time a group of people who'll sigh because they missed out and say:
There was nothing easier for us than dhikr and yet we did not do it.โ
[al-Waabil al-Sayyib]

Surah Al Baqarah
281. Us din ki ruswayi o museebat se bacho, jabke tum Allah ki taraf wapas hoge, wahan har shaks ko uski kamayi hui neki ya badhi ka poora poora badla mil jayega aur kisi par zulm hargiz na hoga.
๐๐๐๐๐๐๐๐
The Prophet ๏ทบwas asked about,
What condemns most people to Hellfire?โ
The Prophet ๏ทบ said, โThe mouth and the genitals.โ
[Source: Sunan al-Tirmidhฤซ 2004]
โ Telegram Channel: www.tgoop.com/onepathtopeace
โ Organic Products: Organomart.co

Surah Al Kahf 1-4
1. Tareef Allah ke liye hai jisne apne banday par yeh kitaab naazil ki aur is mein koi tedh na rakkhi.
2. Theek theek seedhi baat kehne wali kitaab, taa-ke woh logon ko khuda ke sakht azaab se khabardaar karde, aur iman laa kar neik amal karne walon ko khush-khabri de de ke unke liye accha ajar hai.
3. Jismein woh hamesha rahenge.
4. Aur un logon ko dara de jo kehte hain ke Allah ne kisi ko beta banaya hai.
๐๐๐๐๐๐๐๐
A Timeless Cure for All Your Worries
"Behave well in your private life and Allah will make your public life excellent.
Take care of what is between you and Allah, and He will take care of what is between you and the people.Work for your Hereafter and Allah will suffice your affairs in this world.
Sell your worldly life for your Hereafter and you will profit in them both together, and do not sell your Hereafter for your worldly life or you will lose them both together."
Sufyan ath-Thawri ุฑุญู ู ุงููู Hilyat al-Awliya 7/35

Surah Aal e Imraan
185. Aakhir e kaar har shaks ko marna hai aur tum sab apne apne poore ajar qayamat ke roz paane wale ho. Kamiyab dar-asal woh hai jo wahan aatish e dozakh se bach jaaye aur jannat mein daakhil kardiya jaaye. Rahi yeh duniya, to yeh mehaz ek zaahir fareb cheez hai.
๐๐๐๐๐๐๐๐
Umar Ibn Khattab ุฑุถู ุงููู ุนูู once said,
โYou call yourselves believers yet do nothing about the believers who are starving among you?โ
[ู ุณูุฏ ุงูุดุงู ููู ูกู ูกูจ]

It's time of Winters ๐ฅถ
Winters Donation Drive, Donate a Blanket Now!!
๐ https://1path2peace.in/clothaneedy
๐ฐ Cost of 1 Blanket: Rs 430
Prophet Muhammad ุตูู ุงููู ุนููู ูุณูู said: Whoever fulfilled the needs of his brother, Allah will fulfill his needs; whoever brought his (Muslim) brother out of a discomfort, Allah will bring him out of the discomforts of the Day of Resurrection. Shaih Bukhari: Volume 3, Book 43, Number 622)
Donation link: https://pmny.in/IJC87XNg0Ada
Phonepe/GooglePe/PayTm: +918630392791
You might be sleeping in Cozy and warm bed but many people are still having hope that they get the same warmth as you.
Just like previous year in winters we donated 100 Blanket's all over India Via help of Volunteers.
You can also share your part in donating a small part take part in Khair...

Surah Ash-Shu'ara (Verses 10-14)
10. Jab Allah ne Musa (ุนููู ุงูุณูุงู ) ko hukm diya: "zaalim qaum ke paas jaa"
11. "Fir'aun ki qaum ke paas, kya yeh log dar nahin rakhte?
12. Musa (ุนููู ุงูุณูุงู ) ne arz ki: "Mujhe dar hai ke woh mujhe jhuthla denge."
13. "Mera seena ghutt-ta hai aur meri zubaan nahin chalti, aap Haroon ki taraf risalat bhejein.
14. "Aur mere oopar ek jurm ka ilzaam bhi hai, so mujhe dar hai ke woh mujhe qatal na kardein."
๐๐๐๐๐๐๐๐
Ibn 'Umar reported that the Prophet, may Allah bless him and grant him peace, said, "If anyone behaves insolently or walks with an arrogant, he will meet Allah Almighty covered with His anger."
[Al-Adab Al-Mufrad, 549]

Surah Al Fath 18
Allah momino se khush ho gaya jab woh darakht ke nichey tumse bayt (allegiance) kar rahe thay. Unke dilon ka haal usko maloom tha. is liye usne unpar sakinat(inner peace) naazil farmayi, unko inaam mein qareebi fatah bakshi.
๐๐๐๐๐๐๐๐
The Prophet ๏ทบ said:
"If Ribaa(interest) and zinaa appear in an area, then the people of that area have invited upon themselves the punishment of Allฤh."
[ุตุญูุญ ุงูุฌุงู ุน ูฆูงูฉ]

Surah Al Insฤn 8-11
8. Aur Allah ki muhabbat mein miskeen aur yateem aur qaidi ko khana khilate hai,
9. Aur unse kehte hai ke (hum tumhein sirf) Allah ki khatir khila rahe hain, hum tumse na koi badla chahte hai na shukriya,
10. Hume to apne Rubb se us din ke azaab ka khauf lahiq hai jo sakht museebat ka intihayi taweel din hoga
11. Pas Allah taala unhein us din ke sharr se bacha lega aur unhein taazgi aur suroor bakshega.
๐๐๐๐๐๐๐๐
Ibn Uthaymeen (ุฑุญู ู ุงููู) said
โWhoever has a sound heart, ALLAH grants him an insight (by which) he realises sin. To the point, he isnโt at ease nor relaxed with it. This is from the blessings of ALLAH upon mankindโ
[Sharh Bulugh al-Maram, 6/249]

Surah TฤHฤ 43-46
43. Jao tum dono Firoun ke paas ke woh sarkash ho gaya hai.
44. Us se narmi ke saath baat karna, shayad ke woh naseehat qabool kare ya darr jaayeโ.
45. Dono ne arz kiya โ parwardigar, humein andesha hai ke woh humpar zyadati karega ya pil padega(treat us cruelly)โ
46. Farmayaโ daro mat, main tumhare saath hoon, sab kuch sun raha hoon aur dekh raha hoon.
๐๐๐๐๐๐๐๐
แธคaแนฃan al-Baแนฃree ุฑุญู ู ุงููู said:
"People are not pleased with Allaah who provides for them, so how can they be pleased with other people?"
[ุงูุจุฏุงูุฉ ูุงูููุงูุฉ ูฉ\ูฃูกูจ]

Winter comes winter Go, but needs of people remains ๐
Donate a Ration Kit to a poor and needy person by 1Path2Peace Foundation
https://1path2peace.in/rationkits
Gpay/phonep/Paytm = 8630392791
Donate a Ration Kit to a poor and needy person by 1Path2Peace Foundation
https://1path2peace.in/rationkits
Gpay/phonep/Paytm = 8630392791
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Surah
1: Nihayat buzurg-o-bartar hai woh jiske haath mein kaayinaat ki sultanat hai , aur woh har cheez par qudrat rakhta hai.
2: Jisne maut aur zindagi ko ijaat kiya taa-ke tum logon ko aazma kar dekhey tum mein se kaun behtar amal karne wala hai, aur woh zabardast bhi hai aur darguzar farmane wala bhi.
3: Jisne teh-bar-teh saat (seven) aasmaan banaye tum Rehman ki takhleeq (creation) mein kisi qisam ki be-rabti (disparity) na paoge phir palat kar dekho, kahin tumhein koi khalal(flaw) nazar aata hai?
๐๐๐๐๐๐๐๐
Aboo Haazim Salamah Ibn Deenaar ุฑุญู ู ุงููู said:
โLook at every act that you would hate to die while committing, and then abandon it.โ
[Al-Musannaf, 7/194]

Surah Ar Ra'ad 23-24
23. Yani aise baagh jo unki abadi qayamgaah honge. Woh khud bhi unmein daakhil honge aur unke aaba o ajdaad aur unki biwiyon aur unki aulad mein se jo jo saleh (neikukar) hain woh bhi unke saath wahan jayenge. Malaika har taraf se unke isteqbal ke liye aayenge.
24. Aur unse kahenge ke โtumpar salamati hai, tumne duniya mein jis tarah sabr se kaam liya uski badaulat aaj tum iske mustahiq huey hoโ. Pas kya hi khoob hai yeh aakhirat ka ghar!
๐๐๐๐๐๐๐๐
The Messenger of Allah (๏ทบ) said:
"He who dies associating anything with Allah would enter the Fire (of Hell)."
Sahih Muslim 92

Surah Al Baqarah 186
186. (Aur aey Nabi)! Mere banday agar tumse mere mutaaliq puchein, (to unhein bata do ke) main unse kareeb hi hoon, pukaarne wala jab mujhe pukarta hai, main uski pukaar sunta aur jawab deta hoon, lihaza unhein chahiye ke meri dawat par labbaik kahein aur mujpar iman layein, (yeh baat tum unhein suna do), shayad ke woh raah e raast paa lein.
๐๐๐๐๐๐๐๐
Ibn Hibbฤn ุฑุญู ู ุงููู said:
โThe worst type of delusion is when you expect jannah's fruits yet you are planting jahannam's seeds.โ
[Rawdatul-Uqฤlฤ, ph.283]

Surah Ar Rahmฤn 24-28
24: Aur yeh jahaaz (ships) usi ke hain jo samandar mein pahadon (mountains) ki tarah unchey uthey huey hain.
25: Pas aey jinn-o-Ins (insan), tum apne Rub ke kin kin ehsanaat ko jhutlaoge?
26: Har cheez jo is zameen par hai fanaa (perish) ho jaane wali hai.
27: Aur sirf tere Rubb ki jalil-o-kareem zaat hi baki rehne wali hai.
28: Pas aey jinn-o-Ins (insan), tum apne Rubb ke qudraton ke kin kin kamalaat ko jhutlaoge?
๐๐๐๐๐๐๐๐
Ibn al-Qayyim ุฑุญู ู ุงููู said:
The key to life of the heart:
โข reflecting on the Quran,
โข begging for forgiveness (istighfar) in the early hours of the morning
โข and abandoning sins.
[Haadiy al-Arwaah, 139]

Surah Al Bayyinah 7-8
7:Jo log iman le aaye aur jinhon ne neik amal kiye woh yaqeenan behtareen e khalayeq hain.
8: Unki jaza unke Rubb ke yahan dayimi (eternal/hamesha) qayam ki jannatein hain jinke nichey nehrein beh rahi hongi. Woh unmein hamesha hamesh rahenge. Allah unse raazi hua aur woh Allah se raazi huey. Yeh kuch hai us shaks ke liye jisne apne Rubb ka khauf kiya ho.
๐๐๐๐๐๐๐๐
The people asked, "O Allah's Messenger ๏ทบ, "Is there a reward for us in serving (the) animals?"
He (๏ทบ) replied, "Yes, there is a reward for serving any living thing."
[Sahih al-Bukhari 2363]

Surah Al Ahqฤf 15
Is ayat ka mafhoom yeh hai ke insaan ko apne walidain ke saath achha salook karna chahiye aur unka shukar guzar hona chahiye. Maa ki mushaqqat ka zikr hai jo usne hamal aur doodh chudane ke doran uthai, jo kul tees (30) mahine ka waqt tha. Jab insaan apne poore balaghat ke maqam par pahunche, khaaskar 40 saal ki umr mein, to usay Allah ki in naiโmaton ka shukar ada karna chahiye jo uske aur uske walidain par hui. Saath hi dua karni chahiye ke woh neik amal kare jo Allah ko pasand ho, uski aulad bhi neik banay, aur woh apne gunahon par Allah se tauba kare aur uska farmanbardar banda banay.
๐๐๐๐๐๐๐๐
The Prophet (๏ทบ) said, "Verily, Allah elevates some people with this Qur'an and abases others."
[Muslim].

Surah Ash Shu'ara 217-220
217. Aur us zabardast aur raheem par tawakkul (bharosa) karo.
218. Jo tumhein us waqt dekh raha hota hai jab tum uthte ho.
219. Aur sajda guzaar logon mein tumhari naqal o harakat par nigaah rakhta hai.
220. Woh sab kuch sunnay aur jaanne wala hai.
๐๐๐๐๐๐๐๐
Ibn โAbbฤs ุฑุถู ุงููู ุนูู said:
โEverything that happens is by way of al-Qadr, even when you place your hand upon your cheek.โ
[ุฎูู ุฃูุนุงู ุงูุนุจุงุฏ ุงูุฅู ุงู ุงูุจุฎุงุฑู ูฆูฉ]

Surah Ar Rahmฤn 43-47
Us waqt kaha jayega yeh wahi jahannum hai jisko mujrimeen jhoot karar diya karte thay. Usi jahannum aur khaulte pani ke darmiyan woh gardish karte rahenge. Phir apne Rubb ki kin kin qudraton ko tum jhutlaoge? Aur har us shaks ke liye jo apne Rubb ke huzoor pesh hone ka khauf rakhta ho, do bagh hain. Apne Rubb ke kin kin inaamaat ko tum jhutlaoge?
๐๐๐๐๐๐๐๐
Ibn สฟUmar ุฑุถู ุงููู ุนูู said:
โMaking parents cry is from disobedience and Major Sins.โ
[ุงูุฃุฏุจ ุงูู ูุฑุฏ ููุฅู ุงู ุงูุจุฎุงุฑู ูฃูก]
Fear Allah regarding your parents and know that disobedience to your parents is disobedience to Allah ุณุจุญุงูู ูุชุนุงูู

Surah Ar Rahmฤn 1-6
1: Rahman ne
2: Iss Quran ki taleem di hai.
3: Usi ne Insan ko paida kiya.
4: Aur usey bolna sikhaya.
5: Suraj aur chaand ek hisaab ke paband hain.
6: Aur taare aur darakht sab sajda reiz hain.
๐๐๐๐๐๐๐๐
The Prophet ๏ทบ said,
"Most of your sins are because of your tongues."
{ุงูุนุฌู ุงููุจูุฑ ุงูุทุจุฑุงูู ูกู ูฃู ู }

Surah Al Mu'mimoon 115-117
115. Kya tumne yeh samajh rakkha tha ke humne tumhein fizul(bekar) hi paida kiya hai aur tumhein hamari taraf kabhi palatna hi nahin hai?โ116.Pas baala o bartar hai Allah , baadshah e haqiqi, koi khuda uske siwa nahin, maalik hai arsh e buzurg ka117. Aur jo koi Allah ke saath kisi aur maabood ko pukare, jiske liye uske paas koi daleel nahin, to uska hisaab uske Rubb ke paas hai. Aise kafir kabhi falaah nahin paa sakte.
๐๐๐๐๐๐๐๐
It was said to Hasan al-Basri ุฑุญู ู ุงููู:
โWhat is with the ones who pray tahajjud at night, that they seem to have the most beautiful faces of the people?โ
He replied: This is because they secluded themselves with Ar-Rahman, so He clothed them in His noor (light).
- ู ูุฎุชุตุฑ ูููุงู ุงููููู ููู ุฑูุฒู ูฅูจ