This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Surah Ar Ra'ad 28
Aise hi log hain woh jinhon ne (is Nabi ki dawat ko) maan liya hai aur unke dilon ko Allah ki yaad se itminaan naseeb hota hai, khabardaar raho! Allah ki yaad hi woh cheez hai jis se dilon ko itminaan naseeb hua karta hai.
๐๐๐๐๐๐๐๐
Ibn al-Qayyim ุฑุญู ู ุงููู said:
โThe one whose soul craves disobedience but he leaves it for Allฤh, those are the ones who Allฤh tested their hearts with piety and for them is forgiveness and a tremendous reward."
[al-Fawฤโid | 125]
โ Telegram Channel: www.tgoop.com/onepathtopeace
โ Organic Products: Organomart.co

Surah Al Hadeed 16
Kya iman laane walon ke liye abhi woh waqt nahin aaya ke unke dil Allah ke zikr se pighlein aur uske naazil karda haqq ke aage jhukein aur woh un logon ki tarah na ho jayein jinhein pehle kitaab di gayi thi, phir ek lambi muddat unpar guzar gayi to unke dil sakht ho gaye aur aaj unmein se aksar fasiq baney huey hain?
๐๐๐๐๐๐๐๐
Ibn al-Qayyim ุฑุญู ู ุงููู said:
"Do not belittle a small sin, for the biggest of fires can be caused by the smallest of sparks.โ
[al-Fawฤ'id | 3/227]

Video from 1Path2Peace Foundation
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Surah Al Qasas 83
83. Woh aakhirat ka ghar to hum un logon ke liye makhsoos kar denge jo zameen mein apni badayi nahin chahte aur na fasaad karna chahte hain. Aur anjaam ki bhalayi muttaqin hi ke liye hai.
๐๐๐๐๐๐๐๐
The Prophet ๏ทบ said,
โIf a woman prays her five prayers, fasts her month of Ramadan, guards her chastity, and obeys her husband, she will enter Paradise from any gate she wishes.โ
[แนขaแธฅฤซแธฅ Ibn แธคibbฤn 4163]

Surah Al Furqฤn 72-75
72. (Aur Rehman ke banday woh hain) jo jhoot ke gawah nahin bante aur kisi lagv (fizul/vain) cheez par unka guzar ho jaaye to shareef aadmiyon ki tarah guzar jaate hain.
73. Jinhein agar unke Rubb ki aayaat suna kar naseehat ki jaati hai to woh uspar andhey aur behre bankar nahin reh jaate.
74. Jo duaein maanga karte hain ke, โAey hamare Rubb, humein apni biwiyon aur apni aulaad se aankhon ki thandak de, aur humko parheizgaaron ka imam bana.โ
75. Yeh hain woh log jo apne sabr ka phal manzil-e-buland ki shakal mein payenge, aadaab o tasleemaat se unka istaqbaal hoga.
๐๐๐๐๐๐๐๐
The Prophet ๏ทบ said:
"Read Surat al-Baqarah, for reciting it regularly is a blessing and forsaking it is a cause of regret, and the Batlah (magicians) cannot withstand it."
[Sahih Muslim 804]

Surah Al Fฤtir 15-17
15. Logon, Tum hi Allah ke mohtaj ho aur Allah to Gani(Self-Sufficient) o Hameed (Immensely Praiseworthy) hai.
16. Woh chahe to tumhein hata kar koi nayi khalqat (creation) tumhari jagah le aaye.
17. Aisa karna Allah ke liye kuch bhi dushwar nahin.
๐๐๐๐๐๐๐๐
Shaykh al Islam Ibn Taymiyyah ุฑุญู ู ุงููู said:
"Do not disperse your heart searching for love, safety, and completeness with other than Allah.
"You will not find that (with other than Allah)."
[Majmu' al-Fataawa, 10/134]

Surah TฤHฤ 124-126
124. Aur jo mere โzikrโ (dars e naseehat) se mooh moadega uske liye duniya mein tangg zindagi hogi aur qayamat ke roz hum usey andha utayengeโ.
125. Woh kahega โparwardigar, duniya mein to main ankhon wala tha, yahan mujhe andha kyun uthaya?โ
126. Allah taala farmayega โhaan, isi tarah tu hamari aayaat ko, jabke woh tere paas aayi thi, tu ne bhula diya tha usi tarah aaj tu bhulaya jaa raha haiโ
๐๐๐๐๐๐๐๐
Imam ibn al Qayyim ุฑุญู ู ุงููู said:
โIf you knew the true value of yourself, you would never allow yourself to be humiliated by committing sins.โ
[al Fawaaโid | pg. 118]

Surah An Nasr
1:Jab Allah ki madad aa jaaye aur fatah naseeb ho jaaye.
2: Aur (aey Nabi) tum dekhlo ke log fauj dar fauj Allah ke deen mein daakhil ho rahe hain.
3:To apne Rubb ki hamd ke saath uski tasbeeh karo aur us se magfirat ki duaa maango. Beshak woh bada tauba qabool karne wala hai.
๐๐๐๐๐๐๐๐
Abu Hurairah (May Allah be pleased with him) reported: Messenger of Allah (๏ทบ) said, "The strong man is not one who is good at wrestling, but the strong man is one who controls himself in a fit of rage."
[Al-Bukhari and Muslim].

Buy on Amazon
1PATH2PEACE DIY Removable Muslim Family Dua PVC Sticker Decal Wall Mural Islamic Arabic Quotes Letters Wall Sticker (Multicolor, Set of 40 Pics) https://amzn.in/d/hIG1eDD
1PATH2PEACE DIY Removable Muslim Family Dua PVC Sticker Decal Wall Mural Islamic Arabic Quotes Letters Wall Sticker (Multicolor, Set of 40 Pics) https://amzn.in/d/hIG1eDD
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Surah Aal e Imraan 16-17
16. Yeh woh log hain, jo kehte hain ke โ maalik ! hum iman laye, hamari khataon se darguzar farma aur humein aatish e dozakh se bacha leโ.
17. Yeh log sabr karne wale hain, raastbaaz hain, farmabardaar aur faiyyaz hain aur raat ki aaakhri ghadiyon mein Allah se magfirat ki duaein maanga karte hain.
๐๐๐๐๐๐๐๐
The Prophet (๏ทบ) said:
โIndeed, Allah, is Hayy, Generous, when a man raises his hands to Him, He feels too shy to return them to him empty and rejected.โ
[Jamiโ al-Tirmidhi 3556]
โ Telegram Channel: www.tgoop.com/onepathtopeace
โ Organic Products: Organomart.co
16. Yeh woh log hain, jo kehte hain ke โ maalik ! hum iman laye, hamari khataon se darguzar farma aur humein aatish e dozakh se bacha leโ.
17. Yeh log sabr karne wale hain, raastbaaz hain, farmabardaar aur faiyyaz hain aur raat ki aaakhri ghadiyon mein Allah se magfirat ki duaein maanga karte hain.
๐๐๐๐๐๐๐๐
The Prophet (๏ทบ) said:
โIndeed, Allah, is Hayy, Generous, when a man raises his hands to Him, He feels too shy to return them to him empty and rejected.โ
[Jamiโ al-Tirmidhi 3556]
โ Telegram Channel: www.tgoop.com/onepathtopeace
โ Organic Products: Organomart.co
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Surah Yusuf 86
Usne kaha โ main apni pareshani aur apne gham ki fariyad Allah ke siwa kisi se nahin karta. Aur Allah se jaisa main waqif hoon tum nahin ho.
๐๐๐๐๐๐๐๐
The Messenger of Allah ๏ทบ said, โWhoever would love to be delivered from Hellfire and admitted into Paradise, let him meet his end with faith in Allah and the Last Day, and let him treat people as he would love to be treated.โ
แนขaแธฅฤซแธฅ Muslim 1844

Surah Al Isrฤ' 1
Paak hai woh jo le gaya ek raat apne banday ko masjid e haraam se door ki us masjid tak jiske maahol ko usne barakat di hai, taa-ke usey apni kuch nishaniyon ka mushahida karaye (dikhaye). Haqeeqat mein wahi hai sab kuch sunney aur dekhne wala.
๐๐๐๐๐๐๐๐
Ibn Umar reported: The Messenger of Allah, peace and blessings be upon him, said, โVerily, your smile in the face of your brother is charity. Lifting harming things from the road is recorded for you as charity. Pouring your leftovers in the vesselof your brother is charity. Enjoining good and forbidding evil is your charity. Guiding a lost person is charity.โ
Source: al-Muโjam al-Awsaแนญ 8342

Surah Al Anfฤl 2-4
2. Sacche ehle iman to woh log hain jinke dil Allah ka zikr sunkar laraz (darr) jaate hain aur jab Allah ki aayaat unke saamne padi jaati hai to unka iman badh jata hai aur woh apne Rubb par aitamaad (bharosa) rakhte hain.
3. Jo namaz qayam karte hain aur jo kuch humne unko diya hai usmein se (hamari raah mein) kharch karte hain.
4. Aise hi log haqiqi momin hain. Unke liye unke Rubb ke paas badey darje hain, kasooron se darguzar hai aur behtareen rizq hai.
๐๐๐๐๐๐๐๐
Imam Ash-Shafiโi ุฑุญู ู ุงููู said:
โIf you have a friend who helps you in obedience to Allah, hold tightly to him, for finding such a friend is difficult, but parting with him is easy.โ
Hilyat al-Awliyaโ (4/101)

Surah Al Ghฤfir 38-40
38. Woh shaks jo iman laya tha bola โ Aey meri qaum ke logon, meri baat maano, main tumhein saheeh raasta batata hoon.
39. Aey qaum, yeh duniya ki zindagi to chandh roza hai, hamesha ke liye qayam (permanent abode) ki jagah aakhirat hi hai.
40. Jo burayi karega usko utna hi badla milega jitni usne burayi ki hogi aur jo neik amal karega, khwa woh mard ho ya aurat, bashart yeh ke ho woh momin, aise sab log jannat mein daakhil honge jahan unko bay hisaab rizq diya jayega.
๐๐๐๐๐๐๐๐
Ali bn Abi Talib ุฑุถู ุงููู ุนูู said,
"From the most beloved of speech to Allah is for the servant to say while he is in Sujud: I have wronged myself, so forgive me."
[Musannaf Ibn Abi Shaybah 29842]

Surah Al Kahf 16-17
Jab tum un logon aur unke gair-Allah maboodon se alag ho chuke ho, to ek ghaar mein panaah le lo. Tumhara Rubb apni rehmat se tumhari madad karega aur tumhare liye behtareen intizaam faraham karega.
Agar tum unhein ghaar mein dekhte to tumhe lagta ke Suraj nikalne par dayein taraf jhuk jata hai aur guroob hone par bayein taraf. Woh ek waseeh jagah mein aram farma rahe hain. Yeh Allah ki nishaniyon mein se ek hai. Jise Allah hidayat de, wahi hidayat paata hai, aur jise Allah gumrah kar de, uska koi rehnuma nahi ho sakta.
๐๐๐๐๐๐๐๐
The Prophet (๏ทบ) said:
"Among the most excellent of your days is Friday; so invoke many blessings on me on that day, for your blessing will be submitted to me."
Sunan Abi Dawud 1531

Surah At Tลซr 48-49
Aey Nabi , apne Rubb ka faisla aane tak sabr karo. Tum hamari nigaah mein ho. Tum jab utho to apne Rubb ki hamd ke saath uski tasbeeh karo.
Raat ko bhi uski tasbeeh kiya karo aur sitare jab palat-te hain us waqt bhi.
๐๐๐๐๐๐๐๐
Ibn al-Jawzฤซ ุฑุญู ู ุงููู said:
Perhaps a marriage might result in a child like Imฤm Ash-Shฤfi' or Ahmad Ibn Hanbal;
such an outcome would be better than a thousand years of worship.
๏บ๏ป ๏บ๏ปด๏บฒ ๏บ๏บ๏ป ๏ปด๏บฒ (263)

Surah TฤHฤ 82-85
82. Albatta jo tauba karle aur iman laye aur neik amal kare, phir seedha chalta rahe, uske liye main bahut darguzar karne wala hoon.
83. Aur kya cheez tumhein apni qaum se pehle le aayi Moosa?
84.Usne arz kiya โwoh bas mere pichey aa hi rahe hain. Main jaldi karke tere huzoor aa gaya hoon aey mere Rubb, taa-ke tu mujhse khush ho jaayeโ.
85. Farmaya โaccha, to suno, humne tumhare pichey tumhari qaum ko aazmaish mein daal diya aur Saamri ne unhein gumraah kar dalaโ
๐๐๐๐๐๐๐๐
Shaykh ibn โUthaymeen
โWhen your heart grows heedless and your soul engulfs in worldly matters,
visit the graves.
Reflect on those who, just yesterday, like you, walked the same earth as you do now.โ
[Riyฤdh us-Sฤliheen,3/473]

Surah Al Hijr 66-69
66. Aur usey humne apna yeh faisla pahuncha diya ke subah hote hote in logon ki jadd (roots) kaat di jayegi.
67. Itne mein shehar ke log khushi ke maare betab hokar Lut ke ghar chadh aaye.
68. Lut ne kaha โbhaiyon, yeh mere mehmaan hain, meri fazihat (dishonour) na karo.
69. Allah se daro, mujhe ruswa na karoโ.
๐๐๐๐๐๐๐๐
Imam Ibn Rajab ุฑุญู ู ุงููู said:
โFasting in Shaโban is like training for fasting in Ramadan, so that one does not enter the fast of Ramadan with hardship and difficulty.โ
[Lataโif al-Maโarif (p. 134)]

Surah Al Qasas 77
(Qaroon se kaha gaya)Jo maal Allah ne tujhey diya hai us se aakhirat ka ghar banane ki fikar kar, aur duniya mein se bhi apna hissa faramosh na kar. Ehsan kar jis tarah Allah ne tere saath ehsan kiya hai, aur zameen mein fasaad barpa karne ki koshish na kar, Allah mufsidon (fasaad karne walon) ko pasand nahin karta.โ
๐๐๐๐๐๐๐๐
Umar b. al-Khaแนญแนญฤb ุฑุถู ุงููู ุนูู said
โVerily, the supplication is suspended between the heavens and the earth. Nothing ascends from it until you send blessings upon your Prophet, peace and blessings be upon him.โ
[Sunan al-Tirmidhฤซ 486 Sahih by Al-Albani]
โ Telegram Channel: www.tgoop.com/onepathtopeace
โ Organic Products: Organomart.co
(Qaroon se kaha gaya)Jo maal Allah ne tujhey diya hai us se aakhirat ka ghar banane ki fikar kar, aur duniya mein se bhi apna hissa faramosh na kar. Ehsan kar jis tarah Allah ne tere saath ehsan kiya hai, aur zameen mein fasaad barpa karne ki koshish na kar, Allah mufsidon (fasaad karne walon) ko pasand nahin karta.โ
๐๐๐๐๐๐๐๐
Umar b. al-Khaแนญแนญฤb ุฑุถู ุงููู ุนูู said
โVerily, the supplication is suspended between the heavens and the earth. Nothing ascends from it until you send blessings upon your Prophet, peace and blessings be upon him.โ
[Sunan al-Tirmidhฤซ 486 Sahih by Al-Albani]
โ Telegram Channel: www.tgoop.com/onepathtopeace
โ Organic Products: Organomart.co
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Surah Al Hadeed 16
Kya iman laane walon ke liye abhi woh waqt nahin aaya ke unke dil Allah ke zikr se pighlein aur uske naazil karda haqq ke aage jhukein aur woh un logon ki tarah na ho jayein jinhein pehle kitaab di gayi thi, phir ek lambi muddat unpar guzar gayi to unke dil sakht ho gaye aur aaj unmein se aksar fasiq baney huey hain?
๐๐๐๐๐๐๐๐
Abu Al-Dardaโ ุฑุถู ุงููู ุนูู said:
โI pray for my brothers while I am in prostration (sujood),
mentioning them by their names and the names of their fathers.โ
[Tarikh Dimashq (47/188)]